Header Ads Widget

Responsive Advertisement

Ticker

3/recent/ticker-posts

ideally tricks

Jio 4G Sim Ko 3G Smartphone Me Kaise Chalate Hai


To dosto pahele to hame 3g smart phone me bar code nikal na he jise ham jio ka 4g Sim le sake.....ab  jesa me bata raha hu vesa hi kijie

Reliance Jio 4G Sim 3G Mobile Se Kaise Le

1. Sabse Pahle aap “MyJio” App download kare. Ye MyJio Ki Old App Hai.

2. myjio app download karne ke bad usko install or open kare.


3. MyJio app open karne par aapko screen par Jio company ke kuch Android apps milenge 10 – 11 wo sabhi apps aap apne mobile me install karle.







4. sabhi jio apps download karne ke bad “Internet Data” connection band kar de.

5. MyJio app ke Data ko Clear karde. iske liye aap Settings>>Apps>>MyJio>>Clear Data, par click kare.

6. Ab fir se MyJio app open kare. lakin dhyan rakhe ki aapko abhi bhi internet data ON nahi karna hai.

7. MyJio App open karne ke bad MyJio getway par click kare.


8. Now, “Get Jio Sim” par click kare.






9. yaha aapko error aayega ki “No Internet Connection”.

10. iske bad ab aapko instantly “Data Connection” On Karna hai.

11. Internet on karne ke bad fir se ek bar back karke fir se “Get Jio Sim” par click kare.

12. Aapko Jio Offer page milega usko confirm kare.

13. yaha aapko 5 steps milenge, 1st step me aapko Bar Code milega.

14. apne Bar Code ka screenshot lele.


15. DONE !!! Apne nearest reliance office me apne bar code ko lekar jaye or apni reliance jio 4g sim collect kare

Reliance Jio 4G Sim 3G smart phone me kaise Chalaye ?

(1) tarika

1. Sabse pahle aap “MTK Engineering Mode” app google play store download kare. 



2. app download karke install or open kare.

3. MTK app me “MTK Settings” me jaye.

4. iske bad “Network Selecting” option par click kare.

5. yaha aap “wcdma Gsm” select kare or save kare.

6. apne mobile me reliance jio 4g sim insert kare.




Reliance Jio 4G Sim 3G Mobile me kaise Chalaye ?

(2) tarika...

Download Shortcut Master (Lite) App from Playstore and Install app

App ko open kare aur main menu open kare (main menu … sign par click kare)





Main menu me jaane ke baad Search par click kijiye. Ab upar ke option me System app select kare aur neeche diye gaye search box me Engineering Mode type kar search button ko dabaye.





Ab Engineering Mode me Simcard_test_Activity option ko open kijiye. Open karne ke baad network mode me LTE/GSM auto mode select kijiye. Incase agar aisa koi option aap me show nahin ho raha to age padhe.






Phone ka dial pad open kare aur *#*#2263#*#* ya *#*#4636#*#* dial kare. Dial karne ke baad  information me jaaye aur Network mode ko find kare. Network mode me LTE/WDDMA/GSM auto mode select kijiye and save kar dijiye.

Ab phone Off kare aur SIM slot 1 me Jio ki SIM insert kare. Phone ko ON kare aur thora der wait kare Jio Network show hone lag jaayega. Enjoy Free Jio InternetInternet

To friend's ye thi  hamari tricks aap enjoy kijie in tricks ki or bhi Jari rage gi  hamri search to aap Jude rahie hamare sath .....         So most ..well come..friend's